Tuesday, November 14, 2023

Gwalior ki Diwali


Gwalior ki Diwali ka, 
Maza hi kuch aur hai

Chaurasiya ki chuaki ka
Aur Shankar ki kulfi ka...
Maza hi kuch aur hai

Bade pe shopping ka
Aur food joints ki hopping ka…
Maza hi kuch aur hai

Purane Dotson se  Milne ka
Aur BSNL chok pe baithne ka….
Maza hi kuch aur hai

Sarafe ki sajawat ka
Aur ghar ki mithai ka...
Maza hi kuch aur hai

Train se Utar kar thandi main ghar aane ka
Zindagi ok thoda slow pace pe lane ka…Maza hi kuch aur hai